This site is only for information

Friday 6 June 2014

Stop your Hair loss through Natural ways









* Garam or Thanday Pani ka Istemal:
   Shampoo karty waqat pehlay garam pani say baloon ko achee tarha nam kar lain. Is kay 10 minute bad        Thanday pani say sir ko dho lain or toliye say sir ko khushk kar lain.

* Vitamins and Madniyaat ka Ziyada Istemal:
    apnay khanay peenay main vitamin-B complex, calcium, magnicium ka istemal barha dain. Ap baloon kay     jharnay kay amal main khud waziya faraq mehsoo karain gay.

* Piyaz ka istemal:
   Piyaz ko katain or usay apnay sir per achee tarha mal lain. Malny kay kuch dair bad sir ko pani say dho        lain. Piyaz main sulphar wafir miqdaar paye jati hai jo baloon ko ghana karnay main madad daity hai.

* Baloon ko haftay main aik say do dafa dhoin:
   baloon ko roz shampoo say dhonay kay bajaye haftay main ziada say ziada do dafa dhoin ta kay baloon ki    jarain kamzor na ho jain

0 comments:

Post a Comment

welcome

Total Pageviews

Follow Us

Categories

Popular Posts

Copyrights Reserved @2015. Powered by Blogger.

Followers

Flag counter

Flag Counter

Blog

Pages

This site is only for information

About Me